Really It was a great Poem and I never forgott it, It always reflects in my mind with some scrambled lines & tunes.Tunes of Motivation & Insipiration.He was such a great Poet because, How nicely he Put his sorrow & feelings In the form of letters & Lines. Now read & feel it.
Jo Beet Gayi - Harivansh Rai Bachchan

Jeevan Main Ek Sitara Tha Maana Vah Behad Pyara Tha Vah Doob Gaya To Doob Gaya Ambar Kay Aanan Ko Dekho Kitne Iskay Taare Toote Kitne Iskay Pyare Choote Jo Choot Gaye Fir Kahan Mile Par Bolo Toote Taaron Par Kab Ambar Shok Manata Hai Jo Beet Gayi So Baat Gayi

Jeevan Main Vah Tha Ek Kusum They Us Par Nitya Nichavar Tum Vah Sookh Gaya TO Sookh Gaya Madhuvan Ki Chaati Ko Dekho Sookhi Kitni Iski Kaliyan Murjhaayi Kitni ballriyan Jo Murjhayi Woh Fir Kahan Khili Par Bolo Sookhe Phoolon Par Kab Madhuban Shor Machata hai Jo Beet Gayi So Bat Gayi jeevan Main Madhu Ka Pyala Tha Tumnay Tan Man De Daala Tha Wah Toot Gaya To Toot Gaya Madiralya Kay Aangan Ko Dekho Kitne Pyale Hil Jaate Hain Gir Mitti Main Mil Jaate Hain Jo Girte Hain Kab Uthte Hain
Par Bolo Toote Pyalo Par Kab Madiralaya Pachtata Hai Jo Beet Gayi So Baat Gayi
Mridu Mitti Kay Hain Bane Hue Madhu Ghoot Phoota Hi Kartay Hain Laghu Jeevan Lekar Aaye Hain Pyale Toota Hi Karte Hain Fir Bhi Madiralaya Kay Andar Madhu Kay Ghat Hai Madhu Pyale Hain Jo Madakta Kay Maare Hain Vey Madhu Loota Hi Kartay Hain Va Kachcha Peene Wala Hai Jiski Mamta Ghat Pyalon Par Jo Sachchey Madhu Sey Jala Hua Kab Rota Hai Chillata Hai Jo Beet Gayi So Baat Gayi
Posted By: Surya Kumar Mishra
You might also like:

बीत गए वो दिन अभी कुछ बाकी है एक अनजान सफ़र वो चले गए - wo Chale gaye
LinkWithin Posted by:- Surya Kumar Mishra
Labels: biti baat by harivansh rai bachhan, harivansh rai bachan ki kavita, harivansh rai bachhan kavita, harivansh rai bachhan poem, jo beet gaye so baat gayi, phoolon par kavita, taaro par kavita